Awaaz baith Jana :
1. Adha
sair pani main
eik tola sonf
daal kar isay
paka lain aur
chotha hissa reh
janay per isay
utaar lain aur
chaan kar is
main taste kay
mutabiq cheeni dal
dain aur istemaal
karain..2 ya 3
baar peene say awaz saaf aur sahi hojae
gi.
2. Lakri
ka burada lay
lain aur isay
mazeed pees keh
powder bana lain aur
2 masha thoray
say shehed main
mila kar zara
zara khanay say
awaz sahi hojae ghi.
3. Thori
thori si soonf
munh main daal kar
din main kahi
baar chabayen aur
iska rus choostay
rahain .. Gala saaf
hojae gha.
4. kabab
cheeni 1 gram ,
honey 6 gram . Kabab cheeni
ka bareek safoof
bana kar shehed main mila
lain aur isay
chatni ki tarha
din main kahi
baar khayen..
No comments:
Post a Comment